Best Deals

Friday, March 8, 2024

Aisa Main Shaitaan Lyrics


Lyrics

 
Jadu hai zuban

Bas me karlun jaan

Toh kape aatma

Aisa Main Shaitaan


Tantar na mantar

Na koi yantar

Mujhse hai balwan

Aisa Main Shaitaan


Kali raton ka

Kala saya hun

kaal mere bas me

Kaali maya hun

Mere iccha se

Duniya chalti hai

Mere bas me Kathputli ki jaan


Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan



Mere jaisa koi

Kabhi na hua hai

Meri shaktiyon me Preton ki dua

Na hi mai mita tha

Na hi mai mitunga

Mera toh muqaddar Maine hi likha


Mere jaisa koi

Kabhi na hua hai

Meri shaktiyon me Preton ki dua

Na hi mai mita tha

Na hi Na hi mai mitunga

Mera toh muqaddar dekho Maine hi likha


Mai shikari

Sabpe bhari

Chedoge jo tum

Jagega haiwan

Sabke ander hi

Soya hai shaitaan


Kabse main shaitaan

Na kar paya insan

Iss liye insan phir Banta shaitaan


Kali raton ka

Kal saya hun

Kaal mere bas main

Kali maya hun..

Tum khilone ho

Tumse khelunga

Khel khel me pahuncha dun shamshan


Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

No comments: