Ha umar 4,
(A)Jeb mein jhol ke roop mein pade 5 hai
Tere liye toffee mein mission use banana 8 hai
Umar 7,
(Haa) Meri maa mere saath nahi hai
Na kiya intejar aisa ek raat nahi hai
Akele khana khana usme kuch swaad nahi hai
(A) Nani-maa bhi boli (haa) beta baat sahi hai
Par beta tu to sher hai samasya to apna khel hai
Wese bhi jungle hai banja tu shikari
(A) Jaan teri lelunga banunga na bhikari
Umar meri 10 bas kar raha main chamari
(A) Computer se pahle sikha humne dena gaali
Kaan me baali
Alag chaali
Setting setting khelo
(A) Ye shamasya bas kya uske saath mein jhelo
(A) bada jhol to usko baant ke lelo
Umar 13
(A) Kaan se behra usko hone tak usko saath mein dedo
Tujhme ye khoon nahi
Tujhe junon nahi
Tujhe mein noor nahi
Tera kasoor nahi
Tujhme ye khoon nahi
Tujhe junon nahi
Tujhe mein noor nahi
Tera kasoor nahi
(A) 17 pe khatra nahi
17 pe sapna tha, mere haath mein tha mic
Tere haath mein jab chakhna tha
Ek ek line likhne keliye rakhraha tha
Phir likhen laga jo bhi sir mein mere chakh raha tha
21 pe mere aadhe dost the 30 ke
Jhooth bolta nahi laga main dam khinchne
Bike uda ke dhunde banda paisa kahan se
Gaane banake jariya dhunde daale kahan se
Hua 24 pe sign, hastakchar nahi aaya
24 pe sign mere gali ke bahar jaise roadies ka line
Public ne banaya mujhe
Meri maa ko wapas laana mera khawab tha
Din raat dono rap me lagaya maine
Nuclear dhamaka hota kaise ye bata maine
Bhardol mein gandhi kamaya maine
Bhai log ko kabhi bhulaya nahi
Mere baap ne mujhe chhoda par wo mere liye paraya nahi
Underground king par aapne aap ko kabhi dabaya nahi
Maa ko wapas laaya maine
Mere khoon mein hi mehnal hai, suru se hi bataya maine
Tujhme ye khoon nahi
Tujhe junon nahi
Tujhe mein noor nahi
Tera kasoor nahi
Tujhme ye khoon nahi
Tujhe junon nahi
Tujhe mein noor nahi
Tera kasoor nahi
No comments:
Post a Comment